itni batain yar.... simple
Amal ka daromadar niyaton par ha....
So chill............. 1 Allah, 1 QUran follow ... and last prophet Muhammad Mustafa S.A.W follow....
Firqa... Baad main Phelay Muslman Huay.. OkAY
Humain Sirf ye pata ha who is "Sunni" & "Shia" isi names of caste se byanaat dete hain....
Waqt ka ziya....
Nishaniyan sirf aqal walon k liye hain... Go get knowledge and then talk... na sunni k amal milny hain na shia k ... woi honge jo kiye is duniyan main ...
Quran... Akhari Kitab.... is ko Follow karo..
Baqi jo chal rha ha is duniya m chalne do apne girban m dekho kia ho tum...ki thy ki rahogy... ki ho sakte ho ..!!
Na goray ko Kalay par na kalay ko goray par koi fazeelat hasil nahe...
toh na hi kisi kiyun ......... caste ko b na lo baat ha FARAQ ki THE DIFFERENCE
Try to understand differences amoung ppl .......... Not causes of Differences.... (--or baat nahi--)
Silence..
Last edited by ~Ahsan~; 26-01-2012 at 04:29 AM.
bilkul AHSAN
HaSsAn HaShMi
ye firqa wareeat kisi ky kam na tu aani he aur na hi is ny kisi ku koi faida deena he.....
We are muslim and follower of the quran as well as prophet Mohammad (SAW).
We should respect our elders..........(Keep in mind)
HaSsAn HaShMi
bilkul respect elders and love parents.... not even your including others![]()
Mere Bhai yahi tu hum kehtae hai Islam do 2 Cheezo ka naam hai
Allah ka Quran
Nabi SAW ka ferman
Jo in do cheezo per amal kere ga wo Kamyyab hai or jo in do cheezo se hat gia wo gumrah ha
jub hum in do cheezo ko chor ker apne molvio or peero ki baat mane ghae tu gumrah ho jai ghai
hmm Firqay Allah na nhi insaan na khud bnaye hain Allah frmatay hain Surah Hujraat mai Sorah Yaseen mai k
"Hum na tmhain aik mrd or aik oraat k joray sa paida kia or tumharay qabilay bnaye takay tum aik dosray ko pahchan sko"
pr insaan na toh firqay bna liay or isay Ana ka msla bna lia Muslim honay ki shraiyat Allah na ya byan ki hain
Allah pr yakeen
Akhrat pr yakeen
Muhmmad SAW or tmam Ambiah pr yakeen
Asmani kitabon pr yakeen
Lailaha illalah Muhamad ur Rasool Allah SAW pr yakeen
agr woh ya shrtain pori kray toh Muslim hai baki sab Shataan k fitnay hain
Shatan na Allah ko challenge kia tha k qayamat sa pahlay 72 asay fitnay phalaye ga jo sach manay jain gay or log usay such mantay huay aik dosray ka khoon kr dalain gay ..... Astaghfirullah
Mermaid
Princess of Sea
MCS 2nd Semester
"Ay kash k baras jaiy phir woh noor ki barish..
Emaan k sheeshon pa bari gardgami hai...."
" Ameen"
Woh aik sajdah jisay toh garan smjta hai
Hzaar sajdon sa deta hai admi ko nijat
Mermaid
Princess of Sea
MCS 2nd Semester
"Ay kash k baras jaiy phir woh noor ki barish..
Emaan k sheeshon pa bari gardgami hai...."
" Ameen"
niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Kuch Nahi Badla Mohabbat Main Yahan,
Bus Bewafai Aam Ho Gai Hai…...
ay mulla mat laga hum pe you kufar k fatway...
ye islam tery baap ke jageer nhi ha
Raja Shoaib Mahmood Janjua
Accounts Manager
Ya Allah mery abu g ke bakhshish ferma,
unki qabar mubark pe karoor ha rehmton ka nazool ata ferma,
unki qabar mubark ko jannat k baghon me se ek bagh bana dy,
Qyamat waly din unhain Nabi Pak S.A.W ke shefayat naseeb fermana,
Hamain neik perhaiz gaar or apny waldain keleye sadqa jarya bana
(Aameen)
If u born poor its not your mistake
but if u die poor its ur mistake.
Your birth may b normal
but your death should b history.....
nice innocent raja
i agree with you
HaSsAn HaShMi